//
archives

Archive for

Naam Nihaad) Ahl-e-Hadees ki Tarah Mal’oon MIRZA GHULAM AHMED QADYANI bhi TAHAJJUD aur TARAWEEH ko Ek hi Namaz aur 8 Raka’t Hone ka Qaayel tha..

(Naam Nihaad) Ahl-e-Hadees ki Tarah Mal’oon MIRZA GHULAM AHMED QADYANI bhi TAHAJJUD aur TARAWEEH ko Ek hi Namaz aur 8 Raka’t Hone ka Qaayel tha.. .. SAWAAL: TARAWEEH ke muta’lliq Arz hua, ke Jab ye TAHAJJUD hai to 20 raka’t parhne ki Nisbat Kya Irshaad hai, Kyonke TAHAJJUD to ma’e WITR 11 Ya 13 Raka’t … Continue reading

Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ko Ba-haalat Beidaari Dekhna Aur Milna Khilaf-e-Shara’ Nahi:

Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ko Ba-haalat Beidaari Dekhna Aur Milna Khilaf-e-Shara’ Nahi: .. Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ko Aap ki Wafaat ke ba’d balke Ba-haalat Beidaari (Ya’ni jaagte hue) dekhna Koi Muhaal cheez Nahi hai…. .. Jo log iske Munkar hain Unke Radd me Allamah Jalaluddin Suyooti Ash-shafa’i (rahmatullahi alaih) ne ek Risaalah … Continue reading

((Azaan-e-Usmani (Raziallahu Anhu))

Jam’hoor Musalmano ke khilaf aur Shia’ Rawafiz ke muwafaq Ghair-Muqallideen (Naam Nihaad) Ahl-e-Hadees ke nazdeek Juma’h ki Azaan-e- Awwal (Pehli Azaan) Jisko Hazrat Usman-e-Ghani (Raziallahu ta’la anhu) ne Jaari kiya tha BID’AT Hai.. …. Hazrat Saa’ib bin Yazeed (Raziallahu anhu) Farmate Hain Ke Rasoolullah (Sallallahu alaihi wa Sallam) Aur Hazrat Abu Bakar Wa Umar (Raziallahu … Continue reading

Juma’h ki Pehli Azaan Per Aitraaz Karne Waale Shia’ Raafzi The…..

Juma’h ki Pehli Azaan Per Aitraaz Karne Waale Shia’ Raafzi The… .. Allamah Ibne Taymiyah Hanbali (rahimahullah) likhte hain ke… Shia’ Musannaif likhta hai: “Usman ne Juma’h me Ek Azaan ka Izaafah kiya Jo Bid’at hai.” (raziallahu ta’la anhu) .. Hum kehte hain ke Hazrat Ali ne apne Ahd-e-Khilafat me isi per Amal kiya aur … Continue reading

Imaam Ke Peeche Qirat Na Karna Ahadees E Rasool Saw Ki Roshni Me.

Imaam Ke Peeche Qirat Na Karna Ahadees E Rasool Saw Ki Roshni Me.. .. Hamara Maslak : Ahle Sunnat Wal Jamaat Hamari Dawat : Itteba Kitab Wa Sunnat Bar Tariqa E Aslaaf E Ummat. Hamara Nara : Ittehaad Ummat. Hamari Koshish : Ahya E Tauhid Wa Sunnat Aur Khatma Shirk Wa Bidat. Hamara Maqsad : … Continue reading

Saudia Ke Salfiyon Ke Nazdeek Kisi ek Imam Ki Perwi Jayaz Hai

Saudia Ke Salfiyon Ke Nazdeek Kisi ek Imam Ki Perwi Jayaz Hai…. … ( Fatawa Abdullah Bin Baaz Rha Aur Saleh Usmain Rha Ke Fatawa Se Akhaz Karda ) .. Ab Naam Nihad Ahle Hadees (Ghair Ke Muqallid) is Bare Me Kya Kahenge Aur Kya Wo Bhi Mazahib Arba Me Se Kisi Ki Perwi Ko … Continue reading

FUQAHA KI ITTEBA ALLAH TA’ALA NE WAJIB KI HAI!!!

Hazrat Abdullah Bin Abbas Razi Allahu Anhu Jo Hibrul Ummat Aur Tarjamaaul Quran Ke Laqab Se Mashhoor The Se Aayat ( ﺃَﻃِﻴﻌُﻮﺍ ﺍﻟﻠَّﻪَ ﻭَﺃَﻃِﻴﻌُﻮﺍ ﺍﻟﺮَّﺳُﻮﻝَ ﻭَﺃُﻭﻟِﻲ ﺍﻟْﺄَﻣْﺮِ ﻣِﻨْﻜُﻢْ )ﺍﻟﻨﺴﺎﺀ: 59 Ki Tafseer Yun Manqool Hai .. ” Oolul Amr Se Ahl e Fiqh Aur Ahle Deen Muraad Hain Jo Logon Ko Amar Bil Maroof Aur … Continue reading

Sirf Takbeer e Tahrima ke Waqt Rafedain Ahadees Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Rooshni me.

Sirf Takbeer e Tahrima ke Waqt Rafedain Ahadees Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Rooshni me. .. Hamara Maslak : Ahle Sunnat Wal Jamaat Hamari Dawat : Itteba Kitab Wa Sunnat Bar Tariqa e Aslaaf E Ummat. Hamara Nara : Ittehaad Ummat. Hamari Koshish : Ahya e Tauhid Wa Sunnat Aur Khatma Shirk Wa Bidat. Hamara … Continue reading

Taqleed Ki Ta’reef Aur Ghair-Muqallideen Ki Jahilanah Samajh Ki Haqeeqat

TA’REEF: “Mujtahid ke Qoul par bila daleel ke amal karna Taqleed hai.” .. (Naam Nihaad) Ahl-e-Hadees, Iski Ye Tashreeh karte hain ke Bila Daleel se Qur’an wa Hadees se Koi Daleel na hona muraad hai. .. HAQEEQAT-E-HAAL: Agar Hum Haal ki Haqeeqat dekhein to Shuwaafe’ wa Hanaablah Apne Apne A’immah ki Taqleed me Aameen Baland … Continue reading

Imam Ke Peeche Surah Fatiha Parhna Aur Shaykh Abdul Qadir Jeelani (Rah.) Ke Fatwe Ki Haqeeqat

Bismillahir Rahmaanir Raheem .. Imam ke peeche Muqtadi Surah Fatiha Parhe Ya Na Parhe Ye Iqtilafi Masla’h hai Jisme Sadiyo’n se Ulema’ ke darmyan Iqtilaf chala aa raha hai. Aur Firqa (Naam Nihaad) Ahl-e-Hadees ka da’wa hai ke Muqtadi ko bhi Imam ke peeche Qira’t Ya’ni Surah Fatiha parhni chahiye aur Jo Nahi parhta Uski … Continue reading