//
you're reading...
Ahmed Raza Khan & Razakhaniyat Expose

AALA HAZRAT KE AALA JHOOT

AHMAD RAZA KHAN APNI TAREEF KUCH IS ANDAZ ME KERTE HAIN KI JHOOT CHIPA NAHI SAKE AKHIR KAAR KOI BHI DANISHWAR INKI IN BAATON KO SIRE SE KHAARIZ KERDEGA AWR ALA HAZRAT KO JHOOTA HI TASLEEM KAREGA
.
LIKHTE HAIN :-
.
MERY UMER 3 SADHE 3 SAAL THI AWR MEIN APNE MHALLE KI MASJID KE PAAS KHADA THA EK SAHAB ARAB LIBAS MEIN JALWA FARMA HUE UNHONE MUJH SE ARBI ZABAN MEIN GUFTUGU FARMAYI MEINE BHI FASEEH ARBI MEIN UNKI BAATON KA JAWAB DIYA
.
(ALMIZAN IAMAM AHMAD RAZA 339)
.
AHMAD RAZA IS JHOOT SE KHUD KO ILME LUDNNI SAABIT KAR RAHE HAIN
.
MATLAB INKO ILM KISI USTAD SE NAHI BALKEH PAIDAISHY MILA JISME WOH NAQAAM HUE
.
FIR FARMAATE HAIN
.
6 SAAL KI UMER ME KI MAAHE RABIUL AWWAL THA EK BAHUT BADE MAJME KE SAAMNE MIMBER PER JALWA FAROSH HOKER AAP NE PEHLI MARTABA AAP NE TAQREEBAN 2 GHANTE TAK IL WA IRFAAN KE DARIYA BAHAAE
.
(MUQADMA FATAWA RIZWIYA 7)
.
JABKI YE BHI FARMA CHUKE HAIN KI MERA KOI USTAD NA THA
.
YE AALA HAZRAT KE AALA JHOOT NAHI TO KIYA HAIN
HUM APNE AAP KO KAISE SAMJHAEN KI YE DONO WAQIYE 3 AWR 6 SAAL KI UMERON KE SACH HAIN YE SIRF AHMAD RAZA KHAAN KO ILME MAARIFAT KE OOPER FAEZ KERNE KI KOSHISH HAI
.
YE SIRF EK NAQAM KOSHISH THI AHMAD RAZA KHAN KI APNI DHAAG JAAHIL AWAM ME BITHANE KI
.
AHMED RAZA KHAN NE ALLAH SE DIRECT TALEEM HASIL KARI

.
BRELWIO KA YE BHI AQEEDA HAI K MOVI AHMED RAZA KHAN BHI ALLAH K SHAGIRD HAI AUR ALLAH NE BARAH-E-RAAST( DIRECT) AAL HAZRAT KO TALEEM DEE HAI
.
(MOULANA AHMED RAZA KHAN)
.
BRELWI TALMEEZ UR REHMAN THE ONHO NE KISI SE SHARFE TALAMMUZ HASIL NAHEE KEEYA
.
(YANEE KISI ENSAAN SE ELM HASIL NAHEE KEEYA)
.
BOOK:-HAYAATE AHMED RAZA KHAN BRELWI PAGE#152
.
AWR AHMAD RAZA KHAN KO ALLAH SE DIRECT ILM MILA BRELVION KE MUTABIQ FIR BHI ALA HAZRAT KO ARBI LAFZ”INNAMA”KA TARJUMA NAHI AATA APNI QURAN KE TARJUME ME JA BAJA INNAMA KA TARJUMA NA KAR SAKE
.
ISSE PATA CHALTA HAI KI JITNA ALA HAZARAT UTNE HI AALA UNKE JHOOT
.

About Tahaffuz E Ahle Sunnat Wal Jamaat

The Scholars of Truth , The Scholars of Darul- Uloom Deoband.

Discussion

No comments yet.

Leave a comment